Kuch tum socho, kuch hum sochein
Phir khushi ka mausam aaye
...
Kuch tum socho kuch hum sochein
Phir khushi ka mausam aaye
Tanha tanha kaun jiya hai
Reh ke tanha dil ghabraye
...
Aa jao milke rishta yeh jodein
Shartein badal de, rasmo ko tode
...
Iss se pehle ke yeh duniya humein aazmaye
...
Ho. kuch tum socho kuch hum sochein
Phir khushi ka mausam aaye
...
Aai hain khushiyon ka pegam leke baharein
...
Yeh pal hai apna, iss pal mein aao
...
Taqdeer apni sanware
(x2times)
...
Khali khali is jeevan mein
Pyaar bhar le hum tum dono
...
Deewane jo karte aksar
Wohi karle hum tum dono
...
In faaslon ko aao mita de
Ik dusre mein khud ko chhupa de
...
Iss se pehle ke yeh duniya humein aazmaye
...
Ho. kuch tum socho kuch hum soche
...
Phir khushi ka mausam aaye
...
Duniya ki rasmo ko
Chaahat mein shamil na karna
Manzil hum apni paake rahenge
...
Haa tum kisi se na darna
(x2times)
...
Pagal rasme pagal duniya
...
Aur thode hum tum pagal
Kismat mein ho na jaane kya
Sochte hain bas yeh har pal
Armaan hain jiska sapna wo bunle
Tum humko chun lo hum tumko chunle
Iss se pehle ke yeh duniya humein azmaaye
...
Ho... kuch tum socho kuch hum soche
...
Phir khushi ka mausam aaye
...
Tanha tanha kaun jiya hain
...
Rehke tanha dil ghabraye
Aa jao milke rishta yeh jode
Shartein badal de rasmo ko tode
...
Iss se pehle ke yeh duniya humein aazmaye
...
Writer(s): Wajid Khan, Sajid Khan, Jalees Sherwani
Lyrics powered by www.musixmatch.com