Mausam ne lee angdayee aayee aayee
Laherake barkha phir chhayee chhayee chhayee
Jhonka hawa kaa aayega, aur yeh diya bujh jayega
Silsila yeh chahat kaa naa maine bujhne diya, ho o o... hm mm mm...
Silsila yeh chahat kaa naa maine bujhne diya
Piya yeh diya naa bujha hai, naa bujhega, meree chahat kaa diya
Mere piya, abb aaja re mere piya
Ho mere piya, abb aaja re mere piya
Iss diye sang jal raha meraa rom rom rom aur jiya, abb aaja re mere piya
Ho mere piya abb aaja re mere piya
Fasla tha duree thee -2 tha judayee kaa aalam
Intjar me najre thee, aur
(tum wahan the -3)
Jhilmilate jagmagate khushiyo me jhumkar
Aur yaha jal rahe the ham -
(2)
Phir se badal garja hai, garaj garajke barsa hai
Ghumke tufan aaya hai, par tujhko bujha nahee paya hai
O piya, yeh diya, chahe jitna sataye tujhe yeh sawan
Yeh hawa aur yeh bijliya
Mere piya abb aaja re mere piya
Ho mere piya abb aaja re mere piya
Dekho yeh paglee divanee, duniya se hai yeh anjanee
Jhonka hawa kaa aayega aur iska piya sang layega
Oh piya abb aaja re mere piya
Silsila yeh chahat kaa naa dil se bujhne diya
Oh piya, yeh diya
Silsila yeh chahat kaa naa dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
Ai piya, piya, piya
RAJA YERRAM
Writer(s): Ismail Darbar, Nusrat Badr
Lyrics powered by www.musixmatch.com