Mausam ne li angdaai
Aai. Aai.
Gehra ke barkha phir chhaayi
Chhaayi. Chhaayi.
Jhoka hawa ka aayega
Aur ye diya bujh jaayega
Silsila ye chahat ka
Na maine bujhne diya
Ho. Hmmm.
Silsila ye chahat ka
Na maine bujhne diya
O piya. ye diya.
Na bujha hai, na bujhega
Meri chahat ka diya
Mere piya, ab aaja re mere piya
Ho. Mere piya
Ab aaja re mere piya
Iss diye sang jal raha mera rom rom, rooh aur jiya.
Ab aaja re mere piya
Ho. Mere piya.
Ab aaja re mere piya...
Faasla tha doori thi...
Faasla tha doori thi.
Tha judaai ka aalam
Intezaar mein nazrein thi
Aur tum wahan the
Tum wahan the
Tum wahan the jhilmilate, jagmagate
Khushiyon mein jhoom kar
Aur yahan jal rahe the hum
Aur yahan jal rahe the hum
Phir se baadal garja hai
Garaj garaj ke barsa hai
Jhoom ke toofan aaya hai
Par tujhko bujha nahi paaya hai
O piya ye diya
Chahe jitna sataye tujhe ye sawan
Ye hawa aur ye bijliyaan
Mere piya...
Ab aaja re mere piya
Ho. Mere piya
Ab aaja re mere piya
Dekho ye pagli deewaani
Duniya se hai ye anjaani
Jhoka hawa ka aayega
Aur iska piya sang laayega
Ho piya.
Ab aaja re mere piya.
Silsila ye chahat ka
Na dil se bujhne diya.
Ho. Piya. ye diya.
Silsila ye chahat ka
Na dil se bujhne diya
Ho. Piya. ye diya.
Piya. Piya. Piya.
Writer(s): Ismail Darbar, Nusrat Badr
Lyrics powered by www.musixmatch.com