Reham O Karam Lyrics

Das Lied 'Reham O Karam' von Shankar-Ehsaan-Loy ist ein emotionales Stück, das tiefe Sehnsucht und das Streben nach eine... weiterlesen
Lyrics
Aaj phir din hua
Phir armaan jagne lage
Chahaten uthi, nayi,
Lo seene mein benaam si,
Khwahishen dabi hui
Kai dilon mein kayi
Kya hua kyon bhala
Dil mazaron se ho gaye

Reham-o-karam ho jaaye dobara
Reham-o-karam ho jane do ishara
Reham-o-karam ho jaye dobara
Reham-o-karam ho jane do khudara

Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho
Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho

Tere bina sardi mein wo garmi si na rahi
Na garmi mein hai tere pyaar ki thandak
Ho. tere bina badle saare mausam kyun is tarah
Kuch bolo lab kholo do ye bata
Taras gayi, baras gayi ab ye nazar
De do mujhe zindagi nayi

Raham-o-karam ho jaaye dobara
Raham-o-karam ho jane do ishara
Raham-o-karam ho jaye dobara
Raham-o-karam ho jane do khudara

Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho
Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho

Dekho na, tere bina ajnabi tanha main
Jaise hoon, rootha hua waqt se ek lamha main
Aake tu mana le
Hans le hansa le
Rootha rootha jee na paunga
Yaadein sabhi ye poochhe har ghadi
Tere kyun hain bata aansu chhalke

Rehem-o-karam ho jaaye dobara
Rehem-o-karam ho jane do ishara
Rahem-o-karam ho jaye dobara
Rahem-o-karam ho jane do khudara

Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho
Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho
Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho
Ho ho ho, hohohohohoho, ho ho…
Writer(s): Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Irshad Kamil, Aloysuis Peter Mendonsa
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied 'Reham O Karam' von Shankar-Ehsaan-Loy ist ein emotionales Stück, das tiefe Sehnsucht und das Streben nach einer wiederhergestellten Beziehun... weiterlesen

Shankar-Ehsaan-Loy - Reham O Karam
Quelle: Youtube
0:00
0:00