Zindagi Se Lyrics
von Shafqat Ali Khan
Zindagi se chura ke, zindagi me basa ke
Zindgaani banaya hai tujhe, ruthe rab ko manaa ke
Asmaan ko jhuka ke zindagaani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile
Bakhudaa.
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukkamal main ho gaya
Tu mial ahi toh faila hi noor sa
Bakhuda...
Zindagi se chura ke, zindagi me basa ke
Zindgaani banaya hai tujhe
Mehfooz tu mehsoos kar tere pass hoon main sada
Tujhse nahi ho sakta main palbhar bhi ab jooda
Ab sath hain hum is tarah aankhon ke sang palken
Aa waqt ko ye baat hum ek baar phir se kehde
Saare gum se chupaake, Har nazar se bacha ke
Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile
Bakhudaa.
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukkamal main ho gaya
Tu mial ahi toh faila hi noor sa
Bakhuda...
Baahon me aa ho jayenge shikwe sabhi khud fanaa
Hothon se main tujhko sunoo, aankhon se tu kuch suna
Tu aksh hai main ainaa phir kya hai sochna
Ek doosre me khoke hain, ek doosre ko pana
Is muqaam ko jagaa ke, har jagah ko haraa ke
Zindagaani banaya hai tujhe

Writer(s): Sanjay Masoomm
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Shafqat Ali Khan Lyrics
Link kopiert!
Shafqat Ali Khan - Zindagi Se
Quelle: Youtube
0:00
0:00