Is Pal Lyrics

Lyrics
Is pal main hoon ya tum bhi ho,
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho,
Ya kehna sunana mana hain
Is pal main hoon ya tum bhi ho,
Ya dono hoke bhi na hain
Tumhein dekhke yaad aayi,
Wohi bisari kahaani
Deewane ka kissa, ya phir ek deewaani Dono sang sang rehte har dum,
Aisa yeh mene suna hai

Is pal main hoon ya tum bhi ho,
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho,
Ya kehna sunana mana hain
Ishq hua
Tum bata do yaad koi,
Kya puraani leke aau
Ya nishaani deti jau,
Ya kahaani leke jau
Ya ki maan chhod doon jaaye,
Yeh jaata, jaata jahaan hai
Is pal main hoon ya tum bhi ho,
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho,
Ya kehna sunana mana hain
Is pal main hoon
Writer(s): Piyush Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Salim-Sulaiman - Is Pal
Quelle: Youtube
0:00
0:00