Har Zulm Tera Yaad Hah Lyrics
von Sajjad Ali
Saahil pe khade ho tumhe kya gham chale jaana *2
Main doob raha hoon abhi dooba to nahi hoon*2
Ae wada faramosh main tujh sa to nahi hoon
Har zulm tera yaad hai bhoola to nahi hoon*2

Chup chap sahi maslehatan waqt k haathon*2
Majbur sahi waqt se hara to nahi hoon*2

Mustar kyun mujhe dekhta rehta hai zamana
Deewana sahi un ka tamasha to nahi hoon*2
Ae wada faramosh main tujh sa toh nahi hoon

Har zulm... Har zulm... Har zulm...

Writer(s): Sajjad Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Sajjad Ali Lyrics
Link kopiert!
Sajjad Ali - Har Zulm Tera Yaad Hah
Quelle: Youtube
0:00
0:00