Mumkin Hai (From "Satyamev Jayate 3 - Hindi") Lyrics
von Ram Sampath
Mumkin hai, mumkin hai
Banjar dharti ke seene par
Pair patak kar nanha ankur
Ek hari si zid par utre, mumkeen hai
Mumkeen hai Suraj muthi ke andar ho
Aur daraaro se ungli ki jhalak
Roshni phars pe utre, mumkin hai
Mumkeen hai Aankh hazaro par ek sapna
Raah hazaron par ek manzil
Pyas hazaron par ek baarish
Mumkeen hai Haath badhaana, baadal chuna
Aur nichod ke ek baadal se
Honth bheegona, Mumkin hai
Ek deepak ka tufaan se aao khelen
Keh kar masti me lehraana, mumkeen hai
Khwaabo ko aansu nehlaana
Aur phir dhule dhule khwaabo ko dekhna
Phir se dekhte jaana, mumkeen hai
Mumkin hai Ik masoom sa kaagaj le kar
Banaa ke kashti armaano ki
Ik safar pe chalte jaana, mumken hai
Mumkeen hai Ghane darakhton ke saaye mein
Patjhad ki takleef sochna, moomkin hai
Khili khili se dhup ki root mein...
Sharad raat ki tish sochna, moomkin hai
Bicho-bich hatheli ke
Ik naarangi angaara rakhna
Rooh talak phir sulagte jaana, moomkin hai
Moomkeen hai Aane waale kal ki aahat
Dur se suna aur darwaaje khol ke
Rekhna raah sajaana, moomkin hai
Aankh hazaaro par ik sapna
Raah hazaaro par ek baaris
(Mumkeen hai -x10)
By vikram singh chandel
Banjar dharti ke seene par
Pair patak kar nanha ankur
Ek hari si zid par utre, mumkeen hai
Mumkeen hai Suraj muthi ke andar ho
Aur daraaro se ungli ki jhalak
Roshni phars pe utre, mumkin hai
Mumkeen hai Aankh hazaro par ek sapna
Raah hazaron par ek manzil
Pyas hazaron par ek baarish
Mumkeen hai Haath badhaana, baadal chuna
Aur nichod ke ek baadal se
Honth bheegona, Mumkin hai
Ek deepak ka tufaan se aao khelen
Keh kar masti me lehraana, mumkeen hai
Khwaabo ko aansu nehlaana
Aur phir dhule dhule khwaabo ko dekhna
Phir se dekhte jaana, mumkeen hai
Mumkin hai Ik masoom sa kaagaj le kar
Banaa ke kashti armaano ki
Ik safar pe chalte jaana, mumken hai
Mumkeen hai Ghane darakhton ke saaye mein
Patjhad ki takleef sochna, moomkin hai
Khili khili se dhup ki root mein...
Sharad raat ki tish sochna, moomkin hai
Bicho-bich hatheli ke
Ik naarangi angaara rakhna
Rooh talak phir sulagte jaana, moomkin hai
Moomkeen hai Aane waale kal ki aahat
Dur se suna aur darwaaje khol ke
Rekhna raah sajaana, moomkin hai
Aankh hazaaro par ik sapna
Raah hazaaro par ek baaris
(Mumkeen hai -x10)
By vikram singh chandel
Writer(s): Prasoon Joshi, Ram Sampath, Satyamev Jayate
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Ram Sampath Lyrics
Link kopiert!
Ram Sampath - Mumkin Hai (From "Satyamev Jayate 3 - Hindi")
Quelle: Youtube
0:00
0:00