Sajana Lyrics
von Raghu Dixit
Maati tu mori hai tori hoon main sajana
Tore bin naamunkin mora hai khilna
Saawariyaan, tadpe jiya
Saawariyaan, tadpe jiya
Machli bin jalke
Aao na sajana, ghar aao na sajana, patharaye ye nayanava
Teri yaadein sawaraayein mora singaar
Teri baahein bhar jaayein mujhmein bahaar
Jab se main darbaar tere aayi yaar
Sansaar, gharbaar, sab dee utaar
Aao na sajana, ghar aao na sajana, patharaye ye nayanava
Nyoncchaavar tujhpe hai tera shikaar
Nainon se maaro na phir se kataar
Banmaali tu hai main jangali bahaar
Saanson se cchooke tu mohe sanvaar
Aao na sajana, ghar aao na sajana, patharaye ye nayanava
Cchaao na sajana, barasaao na sajana
Pathraaye ye nayanava

Writer(s): Sunny Sharma, Karan Bhalla, Vikas
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Raghu Dixit Lyrics
Link kopiert!
Raghu Dixit - Sajana
Quelle: Youtube
0:00
0:00