Raat Aur Chandani Lyrics

von Raeth
Lyrics
Raat aur chadini hai, tu khoyi kahaan

Raat aur chadini hai, tu khoyi kahaan
Pyar ki khusboo, main tanha yahaan

Palko main ji lo main
Apni saari zindagi
Badla hai yeh shama, palke jo teri uthi
Bin tere jhuka main, main woh shaame bhula na saka
Tu jo mere pass hain, ab koi na ass hai, tu pyar mera


Raat aur chadini hai, tu khoyi kahan
Pyar ki khusboo, main tanha yahan

Rab se hai, yeh dua, beete na raat yeh
Tham loon waqt ko, agar ho mere haath main
Dil main hai jo baatien, aaj ki raat keh do sabhi
Khamoshi ki chadar odho kyun ho tum mujhse kadi

Raat aur chadini hai, tu khoyi kahaan
Pyar ki khusboo, main tanha yahaan

Joolfon ki chaon main, zindagi main gujar doon
Sharmaye aankhon main, yeh jahan main waar do

Tu jo mere pass hai, ab na koi na ass hai, yeh pyar hai
Deewano sa haal hai, yeh dil bekaraar hai, sun le zaara

Raat aur chadini hai, tu khoyi kahan
Pyar ki khusboo, main tanha yahan
Writer(s): Muhammad Admani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Raeth - Raat Aur Chandani
Quelle: Youtube
0:00
0:00