Jahan Teri Yeh Nazar Hai Lyrics

Das Lied „Jahan Teri Yeh Nazar Hai“ von R. D. Burman beschreibt die leidenschaftlichen Gefühle eines Mannes, der von sei... weiterlesen
Lyrics
Jahan teri ye nazar hai
Meri jaa mujhe khabar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaa mujhe khabar hai
Bach na saka koi, Aaye kitne
Lambe hain mere Haath itne
Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai
Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai
Jahan Teri Yeh Nazar Hai
Meri jaa mujhe khabar hai


Kyon nahi jaani tu ye samajhta
Kaam nahi ye he tere baska
Are Kyon nahi jaani tu yeh samajhta
Kaam nahi ye he tere baska
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaa mujhe khabar hai

Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi haath gira badan se
Are Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi haath gira badan se
Saamne aaye kiska jigar hai
Saamne aaye kiska jigar hai
Jahan teri yeh nazar haiii
Meri jaa muzhe khabar hai

Chaal ye banda aisi hi chal jaaye
Band ho mutthi arey cheez nikal jaye
Gili Gili Gili Chu Chu Chu
Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye
Band ho mutthi arey cheez nikal jaye
Yeh bhi karishma dekh idhar hai
Yeh bhi karishma dekh idhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaa mujhe khabar hai
Writer(s): R. D. Burman, Majrooh Sultanpuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied „Jahan Teri Yeh Nazar Hai“ von R. D. Burman beschreibt die leidenschaftlichen Gefühle eines Mannes, der von seiner Geliebten fasziniert ist. ... weiterlesen

R. D. Burman - Jahan Teri Yeh Nazar Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00