Facebook
Twitter
Problem melden

Faslon Ko Takalluf Hai Songtext

Qari Waheed Zafar Qasmi - Faslon Ko Takalluf Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Faslon ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door say
Raaste mein agar paon thak jayengay.
Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.
Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.
Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.
Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.
Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.
Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.
Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.
Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo chalak jayegay.
Unki chashme karam ko hai iski khabar,
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar.
Humko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaqa kay darbar tak jayegeney.
Faslon ko takalluf hai hum se agar,
Hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey .
News
Florian Silbereisen: Was kommt nach dem Fernsehen?
Vor 1 Tag
Florian Silbereisen: Was kommt nach dem Fernsehen?
Kerstin Ott: Deshalb war sie im Gefängnis
Vor 2 Stunden
Kerstin Ott: Deshalb war sie im Gefängnis

Album Gulzar-e-Madine (2008)

Qari Waheed Zafar Qasmi
  1. 1.
    Allah Ho Allah Ho Allah Ho
  2. 2.
    Faslon Ko Takalluf Hai
  3. 3.
    Zahe Muqaddar Huzoor-e-Haq Se
  4. 4.
    Nabiyn Nabiyun Nabiyun
  5. 5.
    Wasalle Allah Alla Noor
  6. 6.
    Qasida Burda Sharif
  7. 7.
    Na Kahin Se Door Hain
  8. 8.
    Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi
  9. 9.
    Woh Nabiyon Mein Rehmat
  10. 10.
    Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara
Made with in Berlin
© 2000-2025 MusikGuru