Zu zu zu zu zu,
Ujla hi ujla shahar hoga,
Jis mein hum tum banayenge ghar,
Dono rahenge kabutar se,
Jis mein hoga na bazonn ka darr,
Zu zu zu zu zu...
Makhmal sa nazuk diwaaaron bhi hongi,
Kono meinn baithi bahaarein b hi hongi,
Khidki ki chaukhat bhi resham ki hogi,
Sandal se lipti haan sehan bhi hongi,
Chandaan ki khushboo bhi tapkegi chhat se,
Fulon ka darwaza akholenge jhatt se,
Dolenge mai ki hawa ke jhonke,
Aankhon ko chhu lenge gardan bhigo ke,
Aaangan mein bikhre pade honge patte,
Sukhe se naazuk se pile chhitakke, paao ko nanga jo karke chalenge,
Charpar ki aawaaz se vo bajenge,
Koyal kahegii ki main hun saheli,
Maina kahegi nahi tu akeli,
Battakh bhi choncho mein hasti si hogi,
Bagule kahenge suno ab utho bhi,
Hum phir bhi honge pade aankh munde,
Kaliyon ki ladiyan dilon mein haan,
Bhooleenge uss paar ke uss jahaan ko,
Jaati hai koi daggar,
Chaandi ke taaron se raatein bunenge toh chamkili hogi sahar...
Aaoge thak kar jo haan saathi mere,
Kaandhe mein lungi tika saathi mere,
Bologe tum jo bi sathi mere,
Moti sa lungi utha saathi mere,
Palkon ki koron pe aaye jo aasun,
Main kyun darungi bta saathi mere,
Ungli tumhhari toh pehle se hogi,
Gaalon pe mere toh haaan saathi mere,
Tum hass padoge toh main hass padungi,
Tum ro padoge toh main ro padungi,
Lekin meri baaat ik yaad rakhnaa,
Mujhko hamesha hi haan saath rakhna,
Judhti ahan yeh zameen aasmaaan se,
Hadd haan humari shuru ho wahan se,
Taaron ko chhulon zara saa sambhal ke,
Uss chaand pe jhatt se jaye isal ke,
Beh jaaye dono hawa se nikalke,
Suraj bhi dekhe humein aur jal ke,
Hoga naho hum pe maaloom saathi,
Tino jaahaan ka assar,
Raahon ko rahe bhulayenge saathi hum,
Aisse haan hoga safar...
Zu zu zu zu zu...
Writer(s): Mishra Piyush, Sonik Raj
Lyrics powered by www.musixmatch.com