Le aayee phir kahan par qismat hame kahan se
Le aayee phir kahan par qismat hame kahan se
Ye to wohi jagaa hai guzre the hum jahan se
Le aayee phir kahan par
Majbur kar rahi hai phir gardish-e-zamana
Majbur kar rahi hai phir gardish-e-zamana
Hum chairr de vahin se guzraa hua fasana
Lekin koi bata de bhule hain hum kahan se
Ye to wohi jagaa hai guzre the hum jahan se
Le aayee phir kahan par
Teri hi anjuman me ye intezaar tera
Teri hi anjuman me ye intezaar tera
Tere baghair saat hi jashn-e-bahar tera
Ye kaun si adaa hai puchenge asmaan se
Ye to wohi jagaa hai guzre the hum jahan se
Le aayi phir kaha par
Mehfil me apki hum kuch aur to na laye
Mehfil me apki hum kuch aur to na laye
Naghmaat me saja kar jazbaat leke aaye
Yaad aayenge bohot hum jayenge jab yahan se
Ye to wohi jagaa hai guzre the hum jahan se
Le aayee phir kahan par qismat hume kahan se
Ye to wohi jagaa hai guzre the hum jahan se
Writer(s): Noor Jehan
Lyrics powered by www.musixmatch.com