O…
Na wo akhiyan ruhani kahin
Na wo chehra noorani kahin
Kahin dil wali baatein bhi na
Na wo sajri jawani kahin
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Na toh hasna rumaani kahin
Na toh khusboo suhani kahin
Na toh rangli adayein dekhin
Na toh pyari si nadani kahin
Jaisa tu hai waisi rehna
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Baarishon ke mausam ki bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe jo aati hai wo lali tu
Raaton ka sukoon...
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chaahaton ki chaadaron mein
Kare rakhwali tu
Kabhi haq sare rakhta hai
Kabhi samjh begani kahi
Tu to janta hai mar ke bhi
Mujhe ati hai nibhani kahi
Wo hi karna jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Apne naseebon mein yaa
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein
Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tere sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaaton mein
Teri milti nishani kahin
Jo hai sabko dikhani kahin
Mai toh jaanti hu marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahin
Woh hi karna hai jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi.
Writer(s): Vishal Dadlani, Irshad Kamil, Shekhar Ravjiani
Lyrics powered by www.musixmatch.com