Chehra Lyrics

Lyrics
Zara chehra toh dikhaao
Aur thoda sa muskuraao
Zara chehra toh dikhaao
Aur thoda sa muskuraao

Sooni thi yeh duniya
Badi sooni thi
Tumhe milne se pehle
Sooni thi yeh duniya
Badi sooni thi

Tumhe milne se pehle

Duniya ke gham bhulaao
Aur thoda sa muskuraao

Yeah. Yeah.

Khushbu ka phoolon se
Sadiyon ka rishta hai
Geeton ka sur jaise
Lai mein dhal jaata hai

Mera mann tera mann
Mera mann tera mann
Yunhi milta hai

Ab dil se dil milaao
Aur thoda sa muskurao
Zara chehra toh dikhaao
Aur thoda sa muskuraao

Yeah. yeah.

Tanhaai main aur tum
Andekhe raston mein
Sharmaana ghabraana
Kaisa hai, apno mein meri jaan

Haan mera mann tera mann
Mera mann tera mann
Yunhi milta hai

Ab dil se dil milaao
Aur thoda sa muskuraao
Zara chehra toh dikhaao
Aur thoda sa muskuraao

Yeah. yeah.
Yeah. yeah.
Ho. yeah.
Yeah. yeah.

Zara chehra. zara chehra
Dikhaao. dikhaao. dikhaao
Writer(s): Biddu, Zoheb Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Alle Lyrics
Nazia Hassan & Zoheb Hassan - Chehra
Quelle: Youtube
0:00
0:00