Tumhari Arazoo Lyrics
von Mohit Chauhan
Tumhari Aarzoo ke ssaye mein dard palta hai
Ye kaisa pyar hai aankhen nam hain kyun dil jalta hai

Khwahishein hain ya hai junoon
Dil ko kuch bhi samajh aaye na

Chaha tujhe socha tujhe dil mein basaya tujhe
Jazbaat ki har saakh per khusboo se likha tujhe
O bekhabar tune magar apna na samjha tujhe
Dilbar teri ye bekhudi jaan kahin meri le jaaye na

Writer(s): Basant Chaudhary, Shushant, Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Mohit Chauhan Lyrics
Link kopiert!
Mohit Chauhan - Tumhari Arazoo
Quelle: Youtube
0:00
0:00