Peecha Chhute Lyrics
von Mohit Chauhan
Yahaan wahaan galiyon mein dhoondhta phire hai dil
Uljha hai khud uljhaaye mujhko. o...
O yahaan wahaan galiyon mein dhoondhta phire hai dil
Uljha hai khud uljhaaye mujhko
Yeh ishaara woh ishaare karta phire dil
Behka hai khud behkaaye mujhko
Yun hi anjaane hi kabhi manaaye roothe
Yun hi bahaane yeh kabhi banaaye jhoote
Chura le jaaye koi to haaye dil se peecha chhoote
Rama Rama Rama re haaye Rama Rama re
Ho. Chura le jaaye koi to haaye dil se peechha chhoote
Rama Rama Rama re haaye Rama Rama re
Jaane na. maane na. jo boloon samjhe na.
Sochoon main sochoon phir bhi, baat yeh boojhe na.

Apne mein rehta hai jahaan se nata toote
Yun hi bahaane yeh kai banaaye jhoote

Ho. Chura le jaaye koi to haaye dil se peecha chhoote
Kachche se, pakke se iske iraade hain
Ret si khwaahishein hain, kaanch se waade hain

Naam yeh khwaabon mein kai mitaaye dhoondhe

Haaye. chura le jaaye koi to is dil se peecha chhoote
Rama Rama Rama re haaye Rama Rama re
Chura le jaaye koi to is dil se peecha chhoote
Haaye dil se peecha chhoote

Writer(s): Sachin Jaykishore Sanghvi, Jigar Saraiya, Priya Jigar Saraiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Mohit Chauhan Lyrics
Link kopiert!
Mohit Chauhan - Peecha Chhute
Quelle: Youtube
0:00
0:00