Facebook
Twitter
Problem melden

Tere Bin Songtext

Mithoon - Tere Bin
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Bheed me bhi hum tanha rahe,
Tere gam ne ye halat kar di,
Kabhi khud ke liye kuch sooch sake,
Itni bhi nahi fursat di
Ankho ki talsh jo hai wo hai tera chehra,
Dhadkan dil ke pas to hai lekin hai bevajah,
Main hu shakh se ab koi patta tuta hua,
Mujko ye hawaye udati phire har jagah
Ke bin tere jina nahi, ha bin tere jina nahi,
Na bin tere jina nahi, ja bin tere jina nahi.
Ankho ki talsh jo hai wo hai tera chehra,
Dhadkan dil ke pas to hai lekin hai bevajah,
Main hu shakh se ab koi patta tuta hua,
Mujko ye hawaye udati phire har jagah
Ke bin tere jina nahi, ha bin tere jina nahi,
Na bin tere jina nahi, ja bin tere jina nahi
Chahe jitne bhi ansu bahe, sanse sine me chubhti rahe,
Muskurakar har gam sahe,
Dil se ho kam kabhi na ye dard tera,
Phul jaisa lage har zakhm tera, inko mujko to sina nahi.
Ke bin tere jina nahi
Ankho ki talsh jo hai wo hai tera chehra,
Dhadkan dil ke pas to hai lekin hai bevajah,
Main hu shakh se ab koi patta tuta hua,
Mujko ye hawaye udati phire har jagah.
Ke bin tere jina nahi, ha bin tere jina nahi,
Ja bin tere jina nahi
Bheed me bhi hum tanha rahe,
Tere gam ne ye halat kar di,
Kabhi khud ke liye kuch soch sake,
Itni bhi nahi fursat di
Teri yado me har pal kate,
Khud se teri hi baate kare,
Dil fizao sa banjar rahe,
Humko manzur hai har sitam tera, berukhi bhi teri,
Bewafapan tera, jam khushiyo ka pina nahi.
Ke bin tere jina nahi
Ankho ki talsh jo hai wo hai tera chehra,
Dhadkan dil ke pas to hai lekin hai bevajah,
Main hu shakh se ab koi patta tuta hua,
Mujko ye hawaye udati phire har jagah.
Ke bin tere jina nahi, ha bin tere jina nahi,
Na bin tere jina nahi, ja bin tere jina nahi –2
Ke bin tere ………
News
Mac Miller: Posthum-Album Balloonerism dreht sich um Liebe und Tod
Vor 2 Tagen
Mac Miller: Posthum-Album Balloonerism dreht sich um Liebe und Tod
Djamila Rowe: Männer können sie mal
Vor 2 Tagen
Djamila Rowe: Männer können sie mal
Made with in Berlin
© 2000-2025 MusikGuru