Gul batti kamre ki ho jaaye toh toh, toh pyaar do pyaar lo
Arrey bechain dil tharki ho jaaye toh toh, toh pyaar do pyaar lo
Gul batti kamre ki ho jaaye toh pyaar do pyaar lo
Arrey bechain dil tharki ho jaaye toh pyaar do pyaar lo
Benamak be-asar, daal jaisi agar
Benamak be-asar, daal jaisi agar
Ghar ki murgi ho jaaye toh
Pyaar do do pyaar lo lo
Pyaar do do pyaar lo
Ho pyaar do, ho pyaar lo
Haan dil toh tabiyat se thoda sa shaukeen, thoda sa rangeen hai
Har saat pheron ka pehra hai yeh maamla thoda sangeen hai,
Hai husn ki khetiyan har taraf yaaro mauka hai dastoor bhi,
Phere nibhaayein ya kaate fasal thoda, confuse yeh scene hai,
Ho saawan mein dil mor ho jaaye toh toh toh pyaar do pyaar lo,
Haye tanha yunhi bore ho jaaye toh pyaar do pyaar lo,
Bandishein todh kar, bekraari agar
Bandishein todh kar, bekraari agar
Badi jor ho jaaye toh
Pyaar do do pyaar lo lo
Pyaar do do pyaar lo
Ho pyaar do, ho pyaar lo
Ho jang lag na jaaye jawani isse yaaro thodi rawa toh karo,
Laddoo jo phootey kabhi sabr tootey toh tum na kisi se daro,
Seene ke andar jo armaan hai unko yun qaid rehne na do,
Aankhein fakat senkte na raho uske aagey bhi tum kuch karo,
Ho Gul batti kamre ki ho jaaye toh toh, toh pyaar do pyaar lo,
Arrey bechain dil tharki ho jaaye toh pyaar do pyaar lo,
Benamak be-asar, daal jaisi agar
Benamak be-asar, daal jaisi agar
Ghar ki murgi ho jaaye toh
Pyaar do do pyaar lo lo
Pyaar do do pyaar lo
Ho pyaar do, ho pyaar lo
Ho pyaar do, ho pyaar lo
Writer(s): Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com