Bedeutung
Facebook
Twitter
Problem melden

Bhor Bhaye Panghat Pe Songtext

Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat Shyam sataaye
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat Shyam sataaye
Mori chunri o lipti jaaye
Main ka karoon haaye Raam, haaye haaye

Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat Shyam sataaye
Mori chunri o lipti jaaye
Main ka karoon haaye Raam, haaye haaye
Bhor bhaye panghat pe

Koi sakhi saheli naahi sang, main akeli
Koi dekhe to yeh jaane
Paniya bharne ke bahaane
Gagari uthaye Radha Shyam se
Haaye haaye Shyam se milne jaaye haaye
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat Shyam sataaye
Bhor bhaye panghat pe

Aaye pawan jhankora toote ang-ang mora
Chori-chori chupke-chupke
Baitha kahin pe woh chhup ke
Dekhe muskaaye nirlaj ko
Nirlaj ko laaj na aaye haaye
Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat Shyam sataaye
Bhor bhaye panghat pe

Main na miloon dagar mein
To woh chala aaye ghar mein
Main doon gaali, main doon jhidki
Main na kholoon band khidki
Nindiya jo aaye to woh kankar
Haaye-haaye kankar maar jagaaye haaye

Bhor bhaye panghat pe
Mohe natkhat Shyam sataaye
Mori chunri o lipti jaaye
Main ka karoon
Haaye haaye ka karoon
Haaye Raam haaye haaye
Bhor bhaye panghat pe.
News
Sasha: Der Sänger musste sein Leben umkrempeln
Vor 2 Tagen
Sasha: Der Sänger musste sein Leben umkrempeln
Willow Smith: Neue Songs sind introvertierter
Vor 3 Stunden
Willow Smith: Neue Songs sind introvertierter
Lata Mangeshkar - Bhor Bhaye Panghat Pe
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru