Payaliya Lyrics
von Kumar Sanu
Das Lied 'Payaliya' von Kumar Sanu beschreibt auf wunderschöne Weise die Intensität der Liebe und das Verlangen nach Näh... weiterlesen
Payaliya oh ho ho ho, Payaliya ho ho ho ho
Jind mahiya jind mahiya, Jana mai jana tere sath ve
Hatho me ley ley mera hath ve
Jind mahiya jind mahiya, Jana mai jana tere sath ve
Jind mahiya jind mahiya, Hatho me ley ley meraa hath ve
Payaliya ho ho ho ho, Payaliya ho ho ho ho
Teri payaliya shor machaye nind churaye
Hosh udaye mujhko pas bulaye o rabba ho
Payaliya ho ho ho ho, Payaliya ho ho ho ho
Payaliya geet sunaye sargam gaye
Preet jagaye tujhko pas bulaye rabba ho
Payaliya ho ho ho ho, Payaliya ho ho ho ho
Aankho me tere sapne, Honto peh teri bat
Yeh din to kat jata hai, Gujarti nahi rat Haye kaise mai sunau jiya ka tujhko hal
Ki yaad nahi mujhko mahina din sal
Sanso se bandhe sanso ka bandhan
Teri payal gori mere dil ki dhadkan
Payaliya ho ho ho ho, Payaliya ho ho ho ho
Payaliya geet sunaye sargam gaye
Prit jagaye tujhko pas bulaye rabba ho
Teri payaliya shor machaye nind churaye
Hosh udaye mujhko pas bulaye rabba ho
Meri payal peh likha hai deewane tera nam
Baaho me teri bite ab mere subhao sham – Jee mera kehta hai mai payal ban jau
In gore gore pairo ki rangat churau
Aisi bato se mujhko dar lage
Najuk hote hai chahat key dhage

Jind mahiya jind mahiya, Hatho me ley ley meraa hath ve...

Writer(s): Nadeem Sharvan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Payaliya' von Kumar Sanu beschreibt auf wunderschöne Weise die Intensität der Liebe und das Verlangen nach Nähe zwischen zwei Partnern. Die ... weiterlesen
-
Beliebte Kumar Sanu Lyrics
Link kopiert!
Kumar Sanu - Payaliya
Quelle: Youtube
0:00
0:00