Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se tu darti hai
Ya duniya se tu darti hai
Ya kadar nahi mere pyaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se tu darti hai
Ya duniya se tu darti hai
Ya kadar nahi mere pyaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki
Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye haye haye haye haye
Ho Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye
Lekin meri mohabbat pe
Tujko yakeen na aaye
Lekin meri mohabbat pe
Tujko yakeen na aaye
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere takrar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere takrar ki
Ya dil hai tera paththar ka
Ya dil hai tera paththar ka
Ya chahat nahin dildar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki
Darr hai kahin is jeevan ka
Sapna toot na jaaye haye haye haye haye
Darr hai kahin is jeevan ka sapna toot na jaaye
Mai ban jaun paagal aur duniya hassi udaye
Mai ban jaun paagal aur duniya hassi udaye
Do baatein ho sakti hain
Abto jeet ya haar ki
Do baatein ho sakti hain
Abto jeet ya haar ki
Kehde mujhse main mar jaun
Kehde mujhse main mar jaun
Ya thaam le baahein yaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki
Writer(s): Anu Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com