Dheere Dheere Pyar Mein Lyrics
von Kumar Sanu
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Mujhe bas tujhse dil lagaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Aisi zindagi hogi, har taraf khushi hogi
Itna pyaar doonga tujhe, ae mere sanam
Ab na koi gham hoga, na yeh pyaar kam hoga
Saathi mere mujhko tere sar ki hai kasam
Ek duje ko aazmaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Main akela kya karta, aise hi aahein bharta
Tere pyaar ke liye tadapta ang bhar
Jaane kya main kar jaati, yun tadapke mar jaati
Bin tere bhalaa kaise katataa yeh safar
Tere liye marke bhi dikhaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Tera chaand sa mukhda to jigar ka hai tukda
Tu hamaare sapnon ki jheel ka kanwal
Jaan se tu hai pyaara, haathon ka tu hai taara
Bin tere jeeyenge ab hum na ek pal
Sab kuch tujhpe hi lutaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Mujhe bas tujhse dil lagaana hai
Had se guzar jaana hai
Ho, had se guzar jaana hai
Haan, had se guzar jaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Mujhe bas tujhse dil lagaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Aisi zindagi hogi, har taraf khushi hogi
Itna pyaar doonga tujhe, ae mere sanam
Ab na koi gham hoga, na yeh pyaar kam hoga
Saathi mere mujhko tere sar ki hai kasam
Ek duje ko aazmaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Main akela kya karta, aise hi aahein bharta
Tere pyaar ke liye tadapta ang bhar
Jaane kya main kar jaati, yun tadapke mar jaati
Bin tere bhalaa kaise katataa yeh safar
Tere liye marke bhi dikhaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Tera chaand sa mukhda to jigar ka hai tukda
Tu hamaare sapnon ki jheel ka kanwal
Jaan se tu hai pyaara, haathon ka tu hai taara
Bin tere jeeyenge ab hum na ek pal
Sab kuch tujhpe hi lutaana hai
Had se guzar jaana hai
Dheere dheere pyaar ko badhaana hai
Had se guzar jaana hai
Mujhe bas tujhse dil lagaana hai
Had se guzar jaana hai
Ho, had se guzar jaana hai
Haan, had se guzar jaana hai
Writer(s): Ahmed Anees, Aamir Ghulam Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Kumar Sanu Lyrics
Link kopiert!
Kumar Sanu - Dheere Dheere Pyar Mein
Quelle: Youtube
0:00
0:00