Aane Wala Kal Ek Lyrics
von Kumar Sanu
Das Lied 'Aane Wala Kal Ek' von Kumar Sanu handelt von den unerfüllten Träumen und den wertvollen Erinnerungen, die uns ... weiterlesen
Aane wala ka ek sapna hai
Guzra hua kal bas apna hai
Aane wala ka ek sapna hai
Guzra hua kal bas apna hai
Hum guzrey
Kal mein rahte hain
Yaadon ke sab jugnoo jungle mein rahte hain

Daaman see sakte hain jo jakhmo ko seena jaante ho
Jeena unka jeena jo yaadon mein jeena jante ho
Jin taaron ko raaton mein
Uth uth ke gagan mein dhundte ho
Jin kaliyon ko phoolon ko
Ja ja ke chaman mein dhundte ho
Wo phool wo kaliyaaan wo taare aanchal mein rahte hain
Hum pyaar ki bijli lekar badal mein rahte hain

Mere tan-man ke armaan apne tan-man se poocho
Inki chun-chun ki matlab dil ki dhadkan se poocho
Duniya saare zamaane lele
Daulat lele khazane lele
Loot sake na jisko zamana
Humko Ik pal aisa de de
Pyar ke rangeen mausam sab jis pal mein rahte hain
Waqt ke sachhe nagme jis pal mein rahte hain

Writer(s): Anu Malik, Azmi Kaifi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Aane Wala Kal Ek' von Kumar Sanu handelt von den unerfüllten Träumen und den wertvollen Erinnerungen, die uns begleiten. Der Refrain "Aane w... weiterlesen
-
Beliebte Kumar Sanu Lyrics
Link kopiert!
Kumar Sanu - Aane Wala Kal Ek
Quelle: Youtube
0:00
0:00