Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics

Lyrics
Ye kaisi kashmakash hai
Ye kaisi rehguzar hai
Ye kaisi kashmakash hai
Ye kaisi rehguzar hai

Main uljha hoon pareshaan hoon
Main uljha hoon pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage

Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe
Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe

Ret ka mahal woh tha
Lehron mein shayad jo beh gaya
Ret ka mahal woh tha
Lehron mein shayad jo beh gaya
Khwaahishon ka aashiyaan
Chand saansein lekar ke deh gaya

Rabba khud ke hi saaye
Lage aaj paraye.Main uljha hoon, pareshaan hoon
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein,
Dhuaan hi dhuaan dikhe

Zindagi ne ishq mein,
Mujhe aise manzar dikhaaye hain
Zindagi ne ishq mein,
Mujhe aise manzar dikhaaye hain
Palkon pe meri sada,
Ashqo ke badal hi chhaaye hai

Rabba chain na aaye
Din rein sataye
Rabba chain na aaye
Din rein sataye
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein,
Dhuaan hi dhuaan dikhe

Dard ka hai silsila
Seene mein ghum beshumaar hai. Chaahatein ek mili haan,
Mile zakhm mujhko hazaar hai

Rabba pal hi mein jaise,
Sau khwaab hai toote.Main uljha hoon pareshaan hoon
Main uljha hoon pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dekhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe
Writer(s): Nadeem Khan, Amzhad Nazakai Khan, Shadab Akhtar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Krishna Beura - Khuda Bhi Na Dikhe
Quelle: Youtube
0:00
0:00