Dekho Na Lyrics

von KK
In dem Lied 'Dekho Na' von KK wird die Liebe als ein riesiges Fest beschrieben, ein 'Mela', wo die Gefühle der Menschen ... weiterlesen
Lyrics
Dekho na saja hai yaha pe mela dil ka
Jine ko jaruri hai ke ho dil ka sauda
Kabhi toh khushi hai, kabhi hai ghum, iss mele mein yaar
Har koyi magar karein hai phir bhi dekho na pyar
Deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana
Gaao na mere sang tum yeh taraana

Kisi ne kahaan hai khuda bhi yaar ko
Kisi ne toda hai pahaadon ko bhi yeh suno
Koyi toh duba hai nadi mein hasake yaar ke saath
Hai yahi junun, yahi hai pyar ki pyari si baat
Deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana
Gaao na mere sang tum yeh taraana

Deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana
Gaao na mere sang tum yeh taraana

Wo wo wo wo...
Writer(s): Kk, Mehboob Alam Kotwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

In dem Lied 'Dekho Na' von KK wird die Liebe als ein riesiges Fest beschrieben, ein 'Mela', wo die Gefühle der Menschen strahlen. Der Sänger spricht d... weiterlesen

KK - Dekho Na
Quelle: Youtube
0:00
0:00