Facebook
Twitter
Problem melden

Meray Paas Aaja Songtext
von Junoon

Tu meray paas aaja
Mujhe na tarpa
Mujhe chorr gaya
Tu jo mera tha

Rastay main jab choray koi haath
Kaisay phir ho gaa uss ka saath

Teray aur meray beech
Ab kitnay saey hain
Jo meray apnay thay
Tujh bin paraey hain

Jo aa keh tehra hai
Meri in aankhon main
Woh kal tak aanso tha
Ab sagar jaisa hai

Bachpan say jo tu nay diya pyaar
Yehi hai mera sansaar
Yehi tamanna hai
Keh har ik chehray main
Tera hee chehra ho
Teri hee aankhein hoon

Kabhi kabhi teri yaad aati hai
Jaati nahin meri jaan jaati hai
News
Willow Smith: Neue Songs sind introvertierter
Vor 1 Tag
Willow Smith: Neue Songs sind introvertierter
The Script: Das schlimmste Jahr ihres Lebens
Vor 1 Tag
The Script: Das schlimmste Jahr ihres Lebens

Album Junoon (1991)

Junoon
  1. 1.
    Chori Chori
  2. 2.
    Neend Ati Nahin
  3. 3.
  4. 4.
  5. 5.
    Heer
  6. 6.
  7. 7.
    Meray Paas Aaja
  8. 8.
    Rangon Mein Khoya
  9. 9.
  10. 10.
    Game of Chance
  11. 11.
    Sunn
  12. 12.
    Downtown Princess
Junoon - Meray Paas Aaja
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru