Gori Lyrics

Lyrics
Ho goray rang ka zamana
Ho goray rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Haaye tera to rang gora hain
Gore rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain

Haaye tera to rang gora hain

Gori gori baahon ka
Mazaa hi kuch aur hai haaye
Neeli neeli aankhon ka
Nasha hi kuch aur hai
Gori gori baahon ka
Mazaa hi kuch aur hai
Neeli neeli aankhon ka
Nasha hi kuch aur hai
Goray rang ka zamana
Sabko hi pyaara
Zaraa kar tu ishara gori yeh o
Darr tujhe kiska hain haaye
Tera to rang gora hain
Gore rang ka zamana
Kabhi hoga na purana
Gori darr tujhe kiska hain
Tera to rang gora hain
Haaye tera to rang gora hain
Writer(s): Salman Ahmad, Rohail Hyatt, Shehzad Hasan, Junaid Jamshed
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Junaid Jamshed - Gori
Quelle: Youtube
0:00
0:00