Yeh meri doorie paas aaney lagi
Jaanoun na janoun q bhulaney lagi
Merey dil mein kaisi kami
Merey dil ki yeh kahani
Ho, ho aisey dikhaney ki naadani yaheen
Larhney jhagarney ki beytaabi yaheen
Merey dil se main ajnabi
Mere dil ki yeh kahani
Yeh nahin maaney paharoun mein bas jaaey
Jaan bachaaey, dar sey yeh naa ghabraaey
Saath dikhaaey yeh manzil ho ajnabi yeah
Tum nahin jaanogey yeh main kya boloun
Tum pehchano gey main kya sochoun
Merey dil ki yeh bandagi
Ho merey dil ki yeh kahani
Yeh nahin maaney paharoun mein bas jaaey
Jaan bachaaey, dar sey yeh naa ghabraay
Saath dikhaaey yeh manzil ho ajnabi yeah
Naa santo juda hai leken aik sada hai yehi
Oh asan k tasavvur ki hai yeh raza aur yaqeen
Janam ki wajah se tu hain ham yehan ajnabi
Karam ki jurrat sey hain ham abhi mehjabeen
Suno mere andar meri justujo
Suno merey dil ka ubharta raho
Suno meri saansoun ki aahat mein zindagi
Ho ho ho
Merey dil se main ajnabi
Ho merey dil ki yeh kahani
Yeh nahin maaney paharoun mein bas jaaein
Jaan bachaay dar se yeh naa ghabraey
Saath dikhaay k manzil ho ajnabi yeah
Ho ho ho
Tum pehchaano gey yeh mein kya sochoun
Ho ajnabi, ho ajnabi
Ajnabi, ajnabi
Writer(s): Qurram Hussain
Lyrics powered by www.musixmatch.com