Pata hei Shekhar
Insaan ko taklif kab hoti hei
Jab woh koi sapna dekhta hei
Or wo pura nahi hota
Is liye meine soch liya hei
Ke aaj ke baad koi sapna hi nahi dekhungi
Bas haar gayin
Apni aankhen band karo Sanjana
Band aankhon se
Insaan sirf sapna hi nahi kabhi kabhi
Us hakikat ko bhi dekh leta he
Jise khuli ankhen kabhi nahi dekh pati
Aankhen band karo Sanjana
Ajnabi mujhko itana bata
Dil mera kyon pareshaan he
Dekhake tujko aeisa lage
Jaise barson ki pehachaan hei
Kitani bholi hei tu
Kitani naadan hei
Dil ki baaton se anjaan hei
Ajnabi mujhko itana bata
Dil mera kyon pareshaan he
Dekhake tujko aeisa lage
Jaise barson ki pehachaan hei
Kitani bholi hei tu
Kitani naadan hei
Dil ki baaton se anjaan he
Ajanabi mujhko itana bata
Dil mera kyon pareshaan hei
Kya sochata hun mei kya chahta hun
Hei mushkil tujhe wo batana
Meine suna hei ki mushkil bada hei
Dabi chahton ko chhupana
Kya sochata hun mei kya chahta hun
Hei mushkil tujhe wo batana
Meine suna hei ki mushkil bada hei
Dabi chahton ko chhupana
Raaz tere sabhi khol degi abhi
In labon pe jo muskan he
Ajanabi mujhko itana bata
Dil mera kyon pareshaan hei
Keise bataun meri dhadkano ko
Banaya he kisne deewana
Beghaneko apana kehane lagi mei
Bana mera apana beghana
Keise bataun meri dhadkano ko
Banaya he kisne deewana
Beghaneko apana kehane lagi mei
Bana mera apana beghana
Pyar ki har ghadi mushkilon ki ladi
Ye na samjho ye aasan he
Ajnabi mujhko itana bata
Dil mera kyon pareshaan he
Dekhake tujhko aeisa lage
Jaise barson ki pehachaan hei
Kitani bholi hei tu
Kitani naadan hei
Dil ki baaton se anjaan he
Ajanabi mujhko itana bata
Lalalalalalalalala
Writer(s): Jatin Pandit, Lalitraj Pandit, Sameer Anjaan
Lyrics powered by www.musixmatch.com