Woh Tassavvur Lyrics

Lyrics
Woh Tassavur Ka Aalam Woh Dil-E-Aashiqui
Woh Diwaana Mausam Woh Teri Dillagi
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Woh Tassavur Ka Aalam Woh Dil-E-Aashiqui 2
Woh Diwaana Mausam Woh Teri Dillagi
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Woh Mohabbat Ke Din Woh Ghadi Woh Palchhin
Woh Chhalakta Mausam Baarishon Ki Rhimjhim
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Saanson Ki Woh Hulchul Woh Mahekta Aanchal
Baahon Ke Woh Ghere Zulf Ka Woh Baadal
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Woh Tera Sharmaana Woh Nazar Ka Jhukna
Jaate Jaate Tera Woh Achaanak Mudna
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Woh Mere Bin Bole Tera Samajh Lena
Woh Ishaaron Se Hi Baat Sab Keh Dena
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Woh Ladaayi Jagde Baad Mein Pachhtaana
Roothh Ke Woh Jaana Laut Ke Phir Aana
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Woh Tassavur Ka Aalam Woh Dil-E-Ashiqui 2
Woh Diwaana Mausam Woh Teri Dillagi
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar 2
Writer(s): Sameer, Himesh Reshammiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Himesh Reshammiya - Woh Tassavvur
Quelle: Youtube
0:00
0:00