Ek Haseena Thi Lyrics

Lyrics
Aaj iss mubarak mauke par
Mein aap logon ko
Meri aur kamini ki daastan sunana chahta hu
Mohabbat ki daastan.

Ek haseena thi, ek deewana tha
Kya umar, kya sama
Kya zamana tha
Aaaaa...

Heyy.heyyy.heyy.
La la la la la la...

Ek haseena thi, haseena thi
Ek deewana tha, deewana tha
Kya umar, kya sama
Kya zamana tha
Aaaaa...

- 2 times
Phir mohabbat hui, bass qayamat hui
Sunn ke yeh daastan, kho gaye tum kahan?
Loge hairaan hain, kyunki anjaan hain
Ishq ki woh gali, baat jiskli chali
Uss gali mein, mera aana, jaana tha...

Ek haseena thi, ek deewana tha
Kya umar thi, kya sama tha
Kya zamana tha
Ek haseena thi, ek deewana tha.

- 2 times
Yeh falak, yeh zameen
Tere bin kuch nahi
Tujhpe marti hu mein
Pyaar karti hu mein
Tere bin zindagi, kuch nahi, kuch nahi
Aashiqui mein unka aalam, kya suhana tha.

Ek haseena thi, ek deewana tha
Kya umar thi, kya sama tha
Kya zamana tha
Ek haseena thi, ek deewana tha.

Bewafa yaar ne
Apne mehboob se
Aisa dhokha kiya - 3 times
Zehar usko diya- 3 times

Marr gaya wo jawan
Marr gaya wo jawan
Ab suno daastan
Janm leke kahin
Fir wo pahucha wahin
Shakal anjaan thi
Akal hairaan thi
- 2 times
Uspe yeh karz tha
Uska yeh karz tha
Karz to farz apna chukana tha
Hoo.hooo hoo.
La la la la la la...
Hey hey hey hey.
La la la la la la...
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Himesh Reshammiya - Ek Haseena Thi
Quelle: Youtube
0:00
0:00