Mangal Moorti Maruti Nandan Jai Jai Bajrangbali Lyrics

Lyrics
Jai jai hanuman
Jai shri hanuman
"mangal murti maruti nandan
Sakal amangal mool nikandan - 2
Pawan tane santan hitkari
Hirdaye virajat avadhbihari"

Jai jai jai bajrang bali - 4
Mahavir hanuman goosaiye
Tumhari yaad bhali

Jai jai jai bajrang bali - 2

Sadhu sant ke hanumat pyare
Bhakt hirdey sri ram dulare - 2
Ram rasayan pass tumhare
Sada raho tum ram dware
Tumhari kripa se hanumat veera
Tumhari kripa se hanumat veera
Sagli vipat taali

Jai jai jai bajrang bali - 4
Mahavir hanuman gosai
Tumhari yaad bhali

Tumhari sharan maha sukh daiye
Jai jai hanuman gosai
Tumhari mahima
Tulsi gai
Jag janni sita maha maiye
Shiv-shakti ki tumhari hirday - 2
Jyoti mahan jali
Jai jai jai bajrang bali - 4
Mahavir hanuman gosai
Tumhari yaad bhali

Siyaram charnan matwale
Bhaktan ki tu baat na taale
Paap avin se sabko bacha le
Fir aaye dukh badal kaale
Bin tere ab kaun bachawe
Aise aandhi chali
Jai jai jai bajrang bali - 4
Mahavir hanuman gosai
Tumhari yaad bhali

Jai jai sri hanuman -
Writer(s): Murli Mahohar Swarup, Hari Om Sharan, Murli Manohar Swarup
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Hari Om Sharan - Mangal Moorti Maruti Nandan Jai Jai Bajrangbali
Quelle: Youtube
0:00
0:00