Aaj Jaane Ki Zid Lyrics
von Farida Khanum
Aaj jaane ki zid na karo
Yun hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane.
Hai mar jayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo,
Aaj jaane.
Tum hi socho Zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni kasam jaane jaan
Aaj jaane ki...
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyan yahi hain Jo aazaad hain
Inko khokar meri jaane jaan umra Bhar na taraste raho
Aaj jaane ki...
Kitna masoom ragin hai yeh samaa
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai
Kal ki jisko khabar jaane jaan
ROK lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki...
Yun hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane.
Hai mar jayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo,
Aaj jaane.
Tum hi socho Zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni kasam jaane jaan
Aaj jaane ki...
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyan yahi hain Jo aazaad hain
Inko khokar meri jaane jaan umra Bhar na taraste raho
Aaj jaane ki...
Kitna masoom ragin hai yeh samaa
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai
Kal ki jisko khabar jaane jaan
ROK lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki...
Writer(s): Farida Khanum
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Farida Khanum Lyrics
Link kopiert!
Farida Khanum - Aaj Jaane Ki Zid
Quelle: Youtube
0:00
0:00