Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai Lyrics
von Farhan Akhtar
Jab jab dard ka badal chaya,
Jab gham ka saya lehraya,
Jab aasu palko taq aaya,
Jab yeh tanha dil ghabraya,
Humne dil ko ye samzaya dil aakhir tu kyu rota hai,
Duniya me yu hi hota hai.
Yeh jo dard k sannate hai wakht ne sabko hi bate hai,
Thoda gham hai sabka kissa,
Thodi dhup hai sab ka hissa,
Aankh teri bekar hi nam hai,
Har pal ek naya mausam hai,
Kyu tu aaise pal khota hai,
Dil aakhir tu kyu rota hai.
Jab gham ka saya lehraya,
Jab aasu palko taq aaya,
Jab yeh tanha dil ghabraya,
Humne dil ko ye samzaya dil aakhir tu kyu rota hai,
Duniya me yu hi hota hai.
Yeh jo dard k sannate hai wakht ne sabko hi bate hai,
Thoda gham hai sabka kissa,
Thodi dhup hai sab ka hissa,
Aankh teri bekar hi nam hai,
Har pal ek naya mausam hai,
Kyu tu aaise pal khota hai,
Dil aakhir tu kyu rota hai.
Writer(s): Javed Akhtar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Farhan Akhtar Lyrics
Link kopiert!
Farhan Akhtar - Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00