Kya karegi tu ghar se nikal ke
Jaayegi tu kahan
Kya dekhegi tu taj mahal ko
Main na hu jo wahan
Kya nazar aur kya nazare
Nagri nagri kya dhoondegi
Main nahin jo tere saath
Kabhi aana tu meri gully
Tujhe palkho pe rakhunga ji
Baat dil ki kahu
Hindustani jo hu
Jab jee chahe to aa jaana ji
Kabhi aana tu meri gully
Kabhi aana tu meri gully
Kya karegi tu kashmir jaa ke
Swarag tera yahan
Kya baithegi tu ganga kinare
Main na hu jo wahan
Kya jannat aur kya ye tirath
Kuch nahin tere kaam
Ho jaayenge dhaam saare
Legi jab mera naam
Kabhi aana tu meri gully
Tujhe palkho pe rakhunga ji
Kabhi aana tu meri gully
Tujhe dil mein basa lunga ji
Baat dil ki kahu
Hindustani jo hu
Jab jee chahe to aa jaana ji
Baat dil ki kahu
Aur dil se hi sunu
Jab jee chahe to aa jaana ji
Kabhi aana tu meri gully
Kabhi aana tu meri gully
Samjhi kya
Aei guru faata faati
Mere dil ke muhalle mein aa ke
Dil laga ke to jaa
Saari galiyan tujhe hi pukare
Aa ke tu sun zara
Na chinar hai na pahad hai
Na samundar yahan
Phir bhi shehro ka shehar hai
Main to hu jo yahan
Kabhi aana tu meri gully
Tujhe palkho pe rakhunga ji
Kabhi aana tu meri gully
Tujhe dil mein basa lunga ji
Baat dil ki kahu
Hindustani jo hu
Jab jee chahe to
Kabhi aana tu meri gully
Tujhe palkho pe rakhunga ji
Kabhi aana tu apni gully
Tujhe dil mein basa lunga ji
Baat dil ki kahu
Hindustani jo hu
Jab jee chahe to aa jaana ji
Baat dil ki kahu
Aur dil se hi sunu
Jab jee chahe to aa jaana ji
Baat dil ki kahu
Tere dil mein rahu
Jab jee chahe to aa jaana ji
Kabhi aana tu meri gully
Kabhi aana tu meri gully
Kabhi aana tu apni gully
Kabhi aana tu meri gully
Roz roz meri gully aana hai bura
Aa ke bina baat kiye jaana hai bura
Writer(s): Dj Palash, Palash Dahlia
Lyrics powered by www.musixmatch.com