Yeh Mera Dil Lyrics

Lyrics
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
2x Yeh mera dil yaar ka deewana

2 x (Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye)
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana

2x(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai)
Bhool jana tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
2x Yeh mera dil yaar ka deewana
Writer(s): Anandji V Shah, Kalyanji Virji Shah, Indeewar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Don - The chase begins again - Yeh Mera Dil
Quelle: Youtube
0:00
0:00