Facebook
Twitter
Problem melden

Teri Soorat Nigahon Mein Songtext

Dil kay bazaar mein dolat nahi dekhi jati
Pyar hojai to surat nahi dekhi jati
Ek tabassum pe do alam ko nichawar kardoon
Maal acha ho toh qemat nahi dekhi jaati.
Dil diya
Mein nay dil diya, pyar ki hadh thi
Aray jaan di, aitbaar ki hadh thi
Margay hummm khuli rahi aankeinnnn,
Yeh meray intezaar ki hadh thi.
Neeyatain,
Teri surat nigahon mein phirti rahe,
Ishq tera sataiy toh mein kiya karoon
Aray dil ek mandar hai... aap murat hain,
App kittnnay khubsurat hainn.
Teri Surat,
Teri Surat,
Teri Surat
Tujhi koh takh nay lagay, tu joh aya masjid mein,
Nammmaz... sab nay qaza ki. tera ada kay liya.
Teri surat,
Teri surat.
App thora sa tasavar... mujhay karlenay dein...
Rafta Rafta
Teri tasveer bana jata hoon.
Teri Surat,
Teri Surat.
Chaiyn Bin dekhay unko na aay.
Aur dekhoon toh Dekha Na jaai,
Bheech zulfon kay... woh howay roshan,
Jaisay Ganga mein suraj Naahay.
Teri surat,
Teri surat.
Aray jis nay dekha...
Marhi hi gaya.
Teri Chashmishi nigha mein hai jadoo.
Teri Surat,
Teri Surat.
Niqahabay Munh uthaya jaaraha hai...
Woh nikli dhuup. saya jaraha hai.
Teri Surat,
Teri Surat.
Unki zulfain hain aur haath mera...
Saanph say khailta hai sapera,
Bheech zulfon kay...
Bhai Unki zulfain hain aur haath mera...
Jaisay Saanph say khailta hai savera,
Teri Surat
Teri Surat.
Unki zulfain hain aur haath mera.
Saanph say khailta hai sapera,
Rukh pe zulfon ka... unkay saya ghanairaa,
Shaam ki Goudh mein Hai savvera.
Teri Surat,
Teri Surat.
Aaris ki Aaris,
Gaisoon Kay gaisoon.
Subah kay subhaY Mein,
Shamon Kay Shaamay
Lauhay Jaminash
Subah ka Jalwa,
Roohay-Mubinash,
Lahay Tamamein,
Arz Jashmein Larzha,
Larzha Doh Alam...
Woh Zulfon Par Haq Par Haq Nizamein.
Teri Surat
Teri Surat
Tujh mein joh Baat hai.
Mian tujh mein jo baat hai...
Woh baat nahi aayi hai,
Tujh mein jo baat hai...
Woh baat nahi aayi hai...
Kiya yeh tasveer kisi ghair say khichwai hai?
Teri Surat,
Teri Surat.
Teri Surat,
Teri Surat.
Andaaza hoobah teri awaz-a-paak ka tha.
Dekha ghar say nikal kar toh johnka hawa ka tha.
Is Rihsta-y-Lateef kay,
Asraar kiya Khulay,
Tu... Samnay tha.aur tassavar KHUDA Ka Tha
Teri Surat,
Teri Surat.
Teri Surat,
Teri Surat.
Aap say,
Mian App say, Ek baat kahni hai,
App say, Ek baat kahni hai,
Choriye khair Koi baat nahi...
Teri Surat,
Teri Surat.
Teri Surat,
Teri Surat
Kya Dilqash Manzar Hota Hai,
Kya Dilqash raatein hoti hai,
Jab unka Tasavar hota hai,
Aur chaand say baatein hoti hai,
Hum hotay hain,
Woh hotay hain,
Aur chandini raatein Hoti hain,
Ek chaand koh.
Taqtay Rahtay hain,
Ek chaand saay baatein hotin hain.
Teri Surat,
Teri Surat.
Teri Surat,
Teri Surat
Teri Surat Nigahon Mein Phirti Rahay,
Ishq Tera Satay Toh Mein Kiya Karoon.
Teray Khamosh Rehnay Say Parda Nasheen
Mujh Pe Ilzam Aye to Mein Kya Karoon
Husann... Aur ishq dono mein tafreeq hai,
Mian kiya karoon mera dono pay Emaan hai.
Hussann.Aur ishq dono mein tafreeq hai,
Kiya karoon mera dono pay Emaan hai.
Agar Khudha rooth jaay toh sajhday karoon,
Agar sajan rooth jaai toh mein kiyaa karooon.
Agar Khudha rooth jaay toh sajhday karoon,
Agar sajan rooth jaai toh mein kiyaa karooon...
Aray jor lagtay gai fasanay mein,
Mian jor lagtay gai fasanay mein.
Raaz khulta gaya chupanay mein,
Tu nay tinkay samjh kay phook diyaaay,
Meri duniya thi aashiyanay mein,
Mein ne Khakay Nashaman ko bose diya,
Aur kah kar yeh dil koh samjha diya.
Kay Ashiana Banana Mera Qaam Tha,
Koi Bijli Girraye Toh Mein Kiya Karoon.
Ashiana Banana Mera Qaam Tha,
Koi Bijli Girraye Toh Mein Kiya Karoon.
Kay Ashiana Banana Mera Qaam Tha,
Koi Bijli Girraye Toh Mein Kiya Karoon.
Ashiana Banana Mera Qaam Tha,
Koi Bijli Girraye Toh Mein Kiya Karoon
Shouq peena ka mujha koi ziyadha na tha
Balqay Tauba ka koi irada na tha
Shouq peena ka mujha koi ziyadha na tha
Balqay Tauba ka koi irada na tha
Mujh pay tohmat na kar mein sharabhi nahi,
Mujh pay tohmat na kar mein sharabhi nahi,
Woh nazar say pilay toh mein kiya karoon.
Mujh pay tauba mat kar mein sharabhi nahi,
Woh nazar say pilay toh mein kiya karoon.
Sharabi mein Sharabi
Sharabi mein Sharabi.
Faslay gul hai, sharab peeliya jiyay,
Faslay gul hai, sharab peeliya jiyay,
Sharam Kaisiii, Janab peeliya jiyay
Mian joh peeya chuph kay Woh muafiq hai,
Bay taqalaf Sharabb... pee liya jiyay,
Aghay Chal qay.Hishaab Honaa hai,
Isliya bay hisaab peeliya jiya,
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mian janat joh milay la Kar,
Mahkhaanay mein rakh dena,
Kausar koh mein chotaay say paymaanay mein... rakhdena,
Aur maiyat mein meri jaakar, maiyat mein meri jaakar,
Veeranay mein rakh dena,
Balqay mehkhanay mein lay ja kay rakhdena,
Aur saath hi dare mehkhana abhi band na karna,
Shayedh... mujhay jaanat ki hawa raas na aae,
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Hazaron khuahishein aysi
Kay Har khuahish mein dum nilklay
Niklay meray armaan magar kum niklay,
Taj-o- takht, hukumat nahi maangta.
Taj-o- takht, hukumat nahi maangta.
Deen-o-duniya ki sarwat nahi maangta,
Meray saathi ... mein dolat nahi maangta,
Taj-o- takht, hukumat nahi maangta.
Deen-o-duniya ki sarwat nahi maangta,
Meray saathi ... mein dolat nahi maangta,
Balkay saathi Saathi
Mera ek qaam kar,
Mehkhaana mera naam kar,
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Khaali hai abhi jaam, Khali hai abhi jaam,
Mein kuch souch raha hoon.
Ay Gardishe Ayyam, mein kuch souch raha hoon,
Saathi tujhay thori si koi takleef toh hogi,
Saagar koh zara thaam, mein souch raha hoon,
Kay Kal raat mekade mein, ajab haadhsa howa,
Sahib sharab peegaya mera hisaab meinnn...
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Sathi ki har nigha pay bal khaa kay peegaya,
Mojon say khailta howa, lahra kay peegaya
Aur peeta baghair kis liya,
Yeh kab thi meri majal,
Dar-o-dard pay chasmein yaar ki shai paa kay peegaya,
Ay rahmat-a-tamaam
Meri har khata maaf
Mein intahai shouq mein ghabara kay peegaya,
Yeh Sabh samjhanay walay
Mujhay samjhatay rah gaye
Lekin Mein ek ek koh samjha kay peegaya.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Saadasta haal hai,
Duniya kay bhi satae hain,
Saadasta haal hai
Duniya kay bhi satae hain,
Mera sawal ka ya rab jawab detay hain
Ba Rouz hashar hai,
Itni bhi jald baazi kiya,
Zara sharab toh peelain, hisaab detay hain,
Kay agar khae Waisnay angoor,
Toh mein Mehshar mein kah doonga,
Kay ay Allah yeh sharab ki goliya khakay
Kay hum sagar say peethay thay,
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Tauba say mujhay zidh hai,
Tauba say mujhay zidh say,
Tauba na karoonga,
Tauba hazar bar karein kar kay tourden,
Abhi toh meri tauba joh mein tauba karoon kabhi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Tauba Tauba, sharab say tauba,
Mian Tauba Tauba, sharab say tauba,
Tauba Tauba, sharab say tauba,
Tauba Tauba, sharab say tauba,
Tauba Tauba Aur Sharaab say Tauba?
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Aray desi naa peeonga, desi naa peeonga.
Ifhlaq say kheechi jaati hai,
Seeno mein chupaii jaati hai,
Tohiid ki. saagar say nahi,
Annkhon say pilai jaati hai,
Ifhlaq say kheechi jaati hai,
Seeno mein chupaii jaati hai,
Tohiid ki may. saagar say nahi,
Annkhon say pilai jaati hai,
Desi Naa Peeonga, meray qqaaqa
Teray qurbaan waliyon kay tassaduq mein waliyat ki piladay.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Raang mein aaj mujhay hosh ghumaday saathi,
Raang mein aaj mujhay hosh ghumaday saathi,
Khoon ka bhar kay katora, mujhay la day saathi.
Mein peeo, tu peeya, hum dono sharabi hojain
Mein tujhay pilao, tu mujhay pilay saathi,
Woh mujhay panjatanay pak ki ulfat ka khumaar
Woh mujhay panjatanay pak ki ulfat ka khumaar
Ajj kiya lein, mujhay gin gin kay peladay saathi,
Gar koi fail karon, pee k shariyat kah khilaaf,
Beshaq tu mujhay souli pay charaday saathi,
Mutabil mein joh hai,
Woh is zaban say niklay,
Kay larkhara kay mein giroon
Aur Mounh se Ya ALI NIKLAY .
Mein sharabi, mein sharabi
Mein sharabi. mein sharabi.
Mein sharabi, mein sharabi
Mein sharabi. mein sharabi.
ARAY MEIN, MEIN SHARABI,
AY ALLAH TERI REHMAT KI KASAMM,
ARAY MEIN, MEIN SHARABI,
AY ALLAH TERI REHMAT KI KASAMM,
TERI MUHABAT KI KASAM,
TERI INAYAT KI KASAM,
TERI SHIFAAT KI KASAM,
BAADI KASAM HAI HAABEEB-A-KHUDHA KI,
AY ALLAH TERI REHMAT KI KASAMM,
TERI MUHABAT KI KASAM,
TERI INAYAT KI KASAM,
TERI SHIFAAT KI KASAM,
BAADI KASAM HAI HAABEEB-A-KHUDHA KI KASAM,
SHAB-A-HIJRAAT KI KASAM,
KAABLAY BEJAAN KI KASAM,
NARGISI AANKHON KI KASAM,
JALWA-A- JANA KI KASAM
HUSNAY YUSUF KI KASAM,
YEH DAR A BEZA KISAM,
REHMAT A MOOSA KI KASAM,
BAAZOYA HAIDAR KI KASAM,
MEIN, MEIN SHARABBI, MEIN, MEIN SHARABBI,
KIBLA EMAAN KI JAADOI KA AHSAAS KAR,
MANSOOR NAY TOH KHUD KOH SOOLI PAY CHARAH KAY PI,
YUSUF NAY APNAY HUSAN KA JALWA DIKHA KAY PEE,
AYUUB NAY APNI SABAR KI HADH KOH METHA KAY PEE,
AKBAR NAY APNI SARI JAWANII LUTHA KAY PEE,
SHABEER NAY APNI NAMAZ MEIN SAR KOHH KATHA KAY PEE...

Mein sharabi, mein sharabi, mein sharabi. mein sharabi.

Mein sharabi, mein sharabi, mein sharabi. mein sharabi.

NUSKHA AYAZAY SAATHI-A-KAUSAR SAY MILGAYA, GHAR BETHAY
Ab Sharabi Thora. Banoonga
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi
Mein sharabi.
News
Wie Beyoncé: Lily Allen macht jetzt auch Country-Musik
Vor 18 Stunden
Wie Beyoncé: Lily Allen macht jetzt auch Country-Musik
Johnny Cash: Posthume Veröffentlichung seines 'Songwriter'-Albums
Vor 17 Stunden
Johnny Cash: Posthume Veröffentlichung seines 'Songwriter'-Albums
Aziz Mian - Teri Soorat Nigahon Mein
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru