Kaun Jaane Ke Lyrics
von Ashok Khosla
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi

Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein

Maine likha tha zarurat hain sahare ki
Do sahara jo mujhe tum to inayat hogi
Ik sahare ki tumhen bhi to zururat hogi
Karlo samil mujhe aankhon ki nigehbani mein

Naam likha tha mera koi nahi duniya mein
Maile aakash pe jaise koi baadal tanha
Jaise basti ko kisi mod pe itar tanha
Jaise murjaya hua koi kamal paani mein

Maine likha tha magar ye mujhe malum na tha
Main tumhein rooh ki jagir nahi likh sakta
Khat to likh sata hun taqdeer nahi likh sakta
Bhul jaana
Bhul jaana ke khata aap ye naadani mein

Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein.

Writer(s): Zafar Gorakhpuri, Ashok Khosla
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Ashok Khosla Lyrics
Link kopiert!
Ashok Khosla - Kaun Jaane Ke
Quelle: Youtube
0:00
0:00