Sare Jahan Se Achha (From "Bhai Bahen") Lyrics
von Asha Bhosle
Sare jahan se accha hindostan hamara Hum bulbulain hai iss ki yeh gulsitan hamara Sare jahan se accha
Ghurbat men hon agar ham rahta hai dil vatan men
Samjho vahin hamen bhi dil hain jahan hamara
Parbat voh sab se uncha hamsaya asman ka Voh santari hamara voh pasban hamara Godi men khelti hain is ki hazaron nadiya
Gulshan hai jin ke dam se rashk-e-janan hamara Aye ab raud ganga voh din hen yad tujhko
Utara tere kinare jab karvan hamara Mazhab nahin sikhata apas men bayr rakhna
Hindvi hai ham vatan hai hindostan hamara Yunan o misr o roma sab mil gaye jahan se Ab tak magar hai baqi nam o nishan hamara Kuch bat hai keh hasti milati nahin hamari Sadiyon raha hai dushman daur e zaman hamara Iqbal koi meharam apna nahin jahan men
Malum kya kisi ko dard e nihan hamara
Sare jahan se accha hindostan hamara Ham bulbulain hai is ki yeh gulsitan hamara

Writer(s): N Dutta, Raja Mehdi Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Asha Bhosle Lyrics
Link kopiert!
Asha Bhosle - Sare Jahan Se Achha (From "Bhai Bahen")
Quelle: Youtube
0:00
0:00