Kuchh Khone Ko Dil Karta Hai Lyrics

Lyrics
Kuch khone ko dil karta hai
Kuch pane ko dil karta hai
Kuch khone ko dil karta hai
Kuch pane ko dil karta hai
Ye pyar aag hi sahi
Jal jane ko dil karta hai

Zindagi bhar tumse dil
Lagane ko dil karta hai
Rab ne mujhe jis rup me banaya
Rup wo dikhane ko dil karta hai
Rab ne mujhe jis rup me banaya
Rup wo dikhane ko dil karta hai
Khun ke har katre me chhupi
Aag wo bhujane ko dil karta hai
Kuch khone ko dil karta hai
Kuch pane ko dil karta hai
Ye pyar aag hi sahi
Jal jane ko dil karta hai

Pyar agan hai mom ka tan hai
Dekh ke tumko pighle na kaise
Arma dil me jag rahe hai
Sagar me koi tufa jaise
Kuch khone ko dil karta hai
Kuch pane ko dil karta hai
Ye pyar aag hi sahi
Jal jane ko dil karta hai
Zindagi bhar tumse dil
Lagane ko dil karta hai
Kuch khone ko dil karta hai
Kuch pane ko dil karta hai
Kuch khone ko dil karta hai
Writer(s): Shyamlal Harlal Rai Indivar, Bappi Lahiri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Asha Bhosle - Kuchh Khone Ko Dil Karta Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00