Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali

Haan aaj toh baaji hogi lagaani
Haan aaj toh baaji hogi lagaani, kehati hoon main yeh pukaar
Daam toh hoga tujhako lagaana daulat ho chaahe pyaar
Aa idhar tujhase yeh yeh najar hai sawaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Ho kaun hai asali kaun hai nakali
Ho kaun hai asali kaun hai nakali, teri najar jaane
Shakl kisiki chhup na sakegi dil se jo pehchaane
Laakh parde mein bhi hai najar aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun
Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun, kis liye roka hai
Jo bhi karana kar le meri jaan aakhir mauka hai
Jaanemann yeh ghadi pal mein hai jaanewaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat nahi phir aanewaali
Nahi phir aanewaali, nahi phir aanewaali.
Writer(s): Majrooh Sultanpuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com