Janeman Janewafa Lyrics

Lyrics
Jaaneman jaaneman
Palat teri nazar
Yahan hai dil tera
Dekhta hai kidhar
Jaaneman jaaneman
Palat teri nazar
Yahan hai dil tera
Dekhta hai kidhar
Mila le dil se dil
Pyaar se pyaar kar

Udhar to raat hai
Savera hai idhar

Jaaneman jaaneman
Palat teri nazar
Yahan hai dil tera
Dekhta hai kidhar
Jaaneman jaaneman
Teri jawaani ke sadke
Hum bhi haseen kam nahin
Arre teri jawaani ke sadke
Hum bhi haseen kam nahin
Teri judaai ka gham hai
Varna koi gham nahin
Bahut chalaak hai
Ban raha bekhabar
Pyaar ke jaadu ka ho
Raha hai asar
Jaaneman jaaneman
Palat teri nazar
Yahan hai dil tera
Dekhta hai kidhar
Jaaneman
(Jaaneman Jaaneman Jaaneman)
Tere liye hi bani hoon
(Jaane Jaaneman)
Main sab mein shaamil nahin
(Jaane Jaaneman)
Haan, tere liye hi bani hoon
(Jaane Jaaneman)
Main sab mein shaamil nahin
(Jaane Jaaneman)
Dil se zara poochh apne
Kya main tera dil nahin
Naya hai silsila
Naya hai yeh safar
Nayi hain manzilein
Magar hai ek dagar
Jaaneman jaaneman
Palat teri nazar
Yahan hai dil tera
Dekhta hai kidhar
Mila le dil se dil
Pyaar se pyaar kar
Udhar to raat hai
Savera hai idhar
Jaaneman jaaneman
Palat teri nazar
Yahan hai dil tera,
Dekhta hai kidhar
Jaaneman jaaneman
(Jaane Jaaneman)
Jaaneman, jaane, jaaneman
(Jaane Jaaneman)
Writer(s): Anand Bakshi, Dilip Sen
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Asha Bhosle - Janeman Janewafa
Quelle: Youtube
0:00
0:00