Facebook
Twitter
Problem melden

Haal Kaisa Hai Songtext

Asha Bhosle - Haal Kaisa Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha

Beheki, beheki, chale hai pawan jo ude hai tera aanchal
Chhodo, chhodo, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
Beheki, beheki, chale hai pawan jo ude hai tera aanchal
Chhodo, chhodo, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
Kabhi kuchh kehti hai, kabhi kuchh kehti hai
Zara nazar ko sambhalana
Aa aa..Haal kaisa hai janaab ka
Haye, kya khayal hai aapka
Haye, tum to machal gaye, ho ho ho
Hmm hmm, yun hi fisal gaye, ha ha ha

Pagli, haan
Pagli, ho, Kabhi tune socha raste mein gaye mil kyon
Pagale, haan
Pagale, haan
Teri Baaton baaton mein dhadakta hai dil kyon
Aha pagli, pagli kabhi tune socha raste mein gaye mil kyon
Pagle, pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyon
Kabhi kuchh kehti hai, kabhi kuchh kehti hai
Zara nazar ko sambhalana
Aa aa, haal kaisa hai janaab ka
Haye haye, kya khayaal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha

Kaho ji, kaho ji, roz tere sang yun hi dil behlaayein kya
Suno ji, suno ji, samajh sako to khud samajho baatayein kya
Kaho ji, haan kaho ji, roz tere sang yun hi dil behlaayein kya
Suno ji, aha suno ji, samajh sako to khud samajho baatayein kya
Kabhi kuchh kehti hai, kabhi kuchh kehti hai
Zara nazar ko sambhalana

Haye, haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha
News
Oliver Pocher: Boxkampf gegen Stefan Raab?
Vor 1 Tag
Oliver Pocher: Boxkampf gegen Stefan Raab?
Cheyenne Ochsenknecht: Ihre Kindheit war „eine schwierige Zeit“
Vor 9 Stunden
Cheyenne Ochsenknecht: Ihre Kindheit war „eine schwierige Zeit“

Album Songs of My Soul, Volume 1 (2000)

Asha Bhosle
  1. 1.
    In Aankhon Ki Masti
  2. 2.
    Yehi Woh Jagah Hai
  3. 3.
    Kohra - Ye Nayan
  4. 4.
    Chura Liya Hai
  5. 5.
    O Meri Jaan Maine Kahan
  6. 6.
    Haal Kaisa Hai
  7. 7.
    Do Lafzon Ki Hai
  8. 8.
  9. 9.
    Mere Dil Ka
  10. 10.
    Dum Maro Dum
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru