Chahe Ram Kaho Lyrics
von Anup Jalota
Sai ram krishna rehman, sai geeta ved puran (2)
Chahe ram kaho rehman kaho, chahe shyam kaho bhagwaan kaho, mera sai sabhi me samaya, sab par uski chaaya (2)
Chahe ram kaho rehman kaho...

Duniya bhar ke sab santon me hai sai ki baani, jo bhi sunta usko lagti apni ram kahani (2)
Chahe sur ki ho chahe meera ki, chahe nanak ki ya kabeera ki, mera sai sabhi me samaya, sab par uski chaaya
Chahe ram kaho rehman kaho...
Sai ram krishna rehman, sai geeta ved puran(2)
Musalmaan ho, hindu-sikh ho, sab sai ke pyare... jain buddh ho ya isayi sab aankhon ke taare...(2)
Geeta padho ya kuraan padho, kurbani padho ya puraan padho. mera sai sabhi me samaya, sab par uski chaaya
Chahe ram kaho rehman kaho...
Sai ram krishna rehman, sai geeta ved puraan (2)

Writer(s): Anup Jalota, Saraswati Kumar Deepak
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Anup Jalota Lyrics
Link kopiert!
Anup Jalota - Chahe Ram Kaho
Quelle: Youtube
0:00
0:00