Ye Zamin Gaa Rahi Hai Lyrics

Lyrics
Yeh jamin ga rahee hai, aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai, aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai

Shaukh kaliyo ke ghunghat sarkane lage hai
Shaukh kaliyo ke ghunghat sarkane lage hai
Mast phulo ke dil bhee dhadakane lage hai
Yeh bahaaro kaa dilkash sama ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai
Yeh jamin ga rahee hai, aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai

Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai
Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai
Pyaar ki umar shayad karib aa rahee hai
Mera dil pyaar kee yeh dastaan ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai
Yeh jamin ga rahee hai, aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai

Bhul kar raah koyee hasin aa na jaye
Bhul kar raah koyee hasin aa na jaye
Iss jagah koyee paradanashee aa na jaye
Iss jagah aaj ek naujawan ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai
Yeh jamin ga rahee hai, aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai.
Writer(s): Anand Bakshi, R. D. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Amit Kumar - Ye Zamin Gaa Rahi Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00