Abhi Toh Main Jawan Hoon Lyrics

Lyrics
Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2
Mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
Abhi toh main - 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon - 2
Abhi toh main - 2 jawaan hoon

Husn ki jo dhoop hai shiri sa mera roop hai - 2??? ki tez dhaar hoon???
Laila ke dil ki baat hoon main heer ki zabaan hoon
Abhi toh main - 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon - 2
Abhi toh main - 2 jawaan hoon
Main jaam hoon bhara huaan main labon ki pyaas hoon - 2
Nazar jhuka ke dekh lo main dil ke aas paas hoon
Main aashiqon ki aarzoo main ishq ka bayaam hoon
Abhi toh main - 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon - 2
Abhi toh main - 2 jawaan hoon
Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2
Mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
Abhi toh main - 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon - 2
Abhi toh main - 2 jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon - 2
Writer(s): Jalees Sherwani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Alisha Chinai - Abhi Toh Main Jawan Hoon
Quelle: Youtube
0:00
0:00