Main Naraye Mastana Lyrics

Im Lied 'Main Naraye Mastana' von Abida Parveen spiegelt sich eine emotionale Reise wider, in der es um Sehnsucht, Ident... weiterlesen
Lyrics
Sir raakhe sir jaat hai - (2)
Sir kaante sir soye
Aa jaise baati dip ki tat ujiyaara hoye
Ho ho miya

Main naaraaye mastaana - (2)
Main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
Main tashana kahaan jaau, main tashana
Main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana

Main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana

Main sode mohabbat hoon, main ek kayaamat hoon - (2)
Main ashk-e-nadaamat hoon - (2)
Main doher yakdaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
Main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana

Main tashana kahaan jaau, main tashana
Main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana - (2)

Main kaar laahuti main johar malkudi - (2)
Naasudi ne kab mujhako, naasudi ne
Naasudi ne kab mujhako iss haal mein pehchaana
Main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
Main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
Main tashana kahaan jaau, main tashana
Main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
Main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana

Main shamme faraaja hoon, main aatashe laraja hoon - (2)
Main sojashe hijra hoon, main sojashe
Main sojashe hijra hoon, main manjilein parwaana
Main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana

Kis yaad ka sehara hoon, kis chashm ka dariya hoon - (2)
Khud tur ka jalawa hoon, khud tur ka
Khud tur ka jalawa hoon, hai shakl kal bahaana
Main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
Main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
Main tashana kahaan jaau, main tashana
Main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana

Main husn-e-mujjasim hoon, main gesu-e-barham hoon - (2)
Main phul hoon shabnam hoon, main phul hoon
Main phul hoon shabnam hoon, main jalwaaye jaana na
Main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana

Main? bismil hoon, main raunak-e-mehfil hoon - (2)
Ik tuta hiwa dil hoon -2, main sher mein viraana
Main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
Main tashana kahaan jaau, main tashana
Main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
Main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana -3, main shokhye rindaana
Main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
Writer(s): Bhavdeep Jaipurwale, Hazrat Wasif Ali Bhitai
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Im Lied 'Main Naraye Mastana' von Abida Parveen spiegelt sich eine emotionale Reise wider, in der es um Sehnsucht, Identität und das Streben nach inne... weiterlesen

Abida Parveen - Main Naraye Mastana
Quelle: Youtube
0:00
0:00