Kismat Se Tum Hum Ko Mile Lyrics
von A. R. Rahman
Das Lied 'Kismat Se Tum Hum Ko Mile' von A. R. Rahman handelt von der tiefen und unverbrüchlichen Verbindung zwischen zw... weiterlesen
Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kya kahoon kaise lagte hai dil pe zulfon ke saaye
Koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye
Ya koi dil toofaan ka maara
Dard ki laheron mein aawaara
Koi pyaara pyaar ke sahil paa jaaye
Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge, yeh sheesha phir se jodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Yun sharmaati yun ghabraati aise simti simtaayi
O mere baalam yunhi nahin main jaate jaate laut aayi hoon
Preet meri pehchaani tune
Meri kadr to jaani tune
Ab dil jaaga hosh mein chaahat ab aayi

Writer(s): Javed Akhtar, A. R. Rahman, Majrooh Sultanpuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Kismat Se Tum Hum Ko Mile' von A. R. Rahman handelt von der tiefen und unverbrüchlichen Verbindung zwischen zwei Menschen, die durch das Sch... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Schicksal
-
Emotion
-
Bindung
-
Sehnsucht
-
Hoffnung
-
Wiederversammlung
-
Vertrauen
-
Beliebte A. R. Rahman Lyrics
Link kopiert!
A. R. Rahman - Kismat Se Tum Hum Ko Mile
Quelle: Youtube
0:00
0:00